sultan bahu video

First Free Web Which Provide All and Every Thing about Hazrat Sultan Bahu ®


         Free US$

sultan bahoo

هرکه طا لب حق بود من حاضرم     ز ابتدا تا انتها يک د م برم    طا لب بيا طا لب بيا طا لب بيا    تار سانم روز اول با خدا

hazrat sultan bahu books
abyat e bahoo برہانالواسلین  شہبازلا مکاں  سلطان العارفین  سلطان الفقر مرشد حق   سخی سلطان   شہنشاہ   مرشد نورالہدی   حق با ہو   قدس سرہ العزیز
abyat e bahu شہنشاہ دوجہان  محبوب رب العالمین  احمد مجتبی  نوراللہ  محمد مصطفی  صلی اللہ علیہ وسلم  کے نام     سروری قادری سلسلہ محبوب سبحانی حضور غوث اعظم حضرت شیخ سید عبدالقادر جیلانی قدس سرہ العزیز کا اصل سلسلہ طریقت ہے
sultan bahu poetry
sufiana kalam
kalam e bahoo
kalam bahoo
haq bahoo kalam
sakhi sultan
Dream in Tareeqa

Author Topic: Dream in Tareeqa  (Read 10143 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline NMalik

  • Newbie
  • *
  • Posts: 13
  • Karma: +0/-0
  • Gender: Male
Dream in Tareeqa
« on: October 19, 2011, 02:10:50 PM »
Aslamo alaikum,
Bhai mei ek khawab ki tafseer ya tabeer janna chahta hun.
Actually Khawab me Eid UlZaha ka din zahir hota hy suba ka waqt hota hai me dekh raha hota hun hamara ek hamsaya bohut c bakriyaan le kar unhe kisaab ke pass khara hota hai ziba karwane ke liye laiken wo un se itna tang ho raha hota hai ke ek barhi ci knife le kar unko be tarteeb hi katna shuru krta hai wo bagti hyn par wo subko kisi ko pait min kisi ko garden pe kisi ko qamar pe zoz zor se waar kar ke bohut zakhmi kar deta ha sath me ek larka khara hota hai jiski umar 15 sall hoti hai me haqeqat may us larkay ko dur se janta hun to wo fir usay garden ke peche se seedhi knife marta hy jo uski sharag se nikal ati hai aur ek aur marta hy aur kehta hy ye un bakriyo ko tang kar raha tha unhe pathar mar mar kar wo larka dard main tarpta hua bagta hi aur mere pas akar khara hota ha me usay kkehta hun ja apne ghar walo ko bata jaldi aur wo wahan se bhaag jata hai.

Zara ye bi irshaad faramye ke muje to qareeban 8 dus khawab atay hain ek rat main jinmain se muje aksar main aisa feel hota hai ke wo neend main nahi baalke main jaagtay hue kar raha tha par yani wo itne reality main feel hote hain foro example main hazrat sultan bahu ra ki koi book aise parh raha hota hun jese main soya hua nahi hota aur saath main jisam main us waqt bohut bechaini b feel hota hai to in sub khawabo ko rooz bata bata kar har ek ki tabeer puchna to kaafi mushkil hai to is muamle main muje kia karna chahiye??

 

Chat

blogger counters
Get The Blessings Direct from Haqbahu (r)

fallow
river-insurance
river-insurance
river-insurance
river-insurance