Hazrat shekhi badsha sb ky darbar mein hazri ka tariqa kar kia hy?
Reply: Ba adab honi chahaie
kin adb addab ky saath hazri hooni chiehy?
Reply: Ajzi or inksari ka sath
kia pharan chaihay oar kia oar kaisy mangana chiahy?
Reply: Ap ke serhani ki tarif ya chahra anwer ke sami jo yad ho quran pak se per na chahaie, sora mozamil or sora yaseen zida mofeed batai jati ha
ya admi khamoosh rahy keh jb mamlla ean eyan hy tou kia zaroorat-e-bayan hy? ,
Reply: Jo talaib ha os ki derkhwast kerni chehyae aik dafa, akrak zarori ha
agar admi ka dil whan sjada karny ko chiehy tou kia yeh sarkar badsha sb ki narazgi ka sabub tou nahi ban jaey ga?
Reply: Sajda sirif os waqt kia jasakta ha jab rab / Allah nazer aie, yani sirif Allah ko sajda kia jaie
keyoon keh jesa keh hazrat badsha sb nein farmia hy keh agar tou sultan faqra ko KUDA samjah tou bi jaiz hy oar agar tou sharieat ki roh sy banda khuda janay tou b rawa hy tou KHUDA samjh ky tou sjda kia ja sakta hy?
Reply: KHUDA ko dakh ker KHUDA ko sjda kia ja sakta hy
Oar kia jo insan hazrat sheikhi badsha sb. ko hi sirf apna murshid manta ho , usay kisi oar darbar py hazri deni chaieay?
Reply: kisi oar darbar py hazri dena aise ha jase Allah walo ko milna, murshid to wohi aik rehta ha jo ha
oar agar kisi oar wali ki kabar shareef pr jana ka itfaq ho tou us ka bi tariqa bata dein.
allah aap ko hamashia hazrar nazar rakhay oar murshid ki saath rakhay
Reply: Aimen, kisi oar wali ki kabar shareef pr jana ka itfaq ho tou oase hi qurani pak perna chahyae jas ki oper bataia ha or onhen pash kerna chaahaie (asali swab)