Hazrat Sultan Bahu (r) Forum

Discussion on Books => Tasavvra-i-Asmi Allah Zat => Topic started by: Shoaib on April 26, 2012, 02:34:32 PM

Title: Problem Occuring during Tasawur e Ism e zaat
Post by: Shoaib on April 26, 2012, 02:34:32 PM
Sir,
Main jeb bhi Tasawur e ism e zaat krta hon, tu shuru mein bht achi tarah ho raha hota hai... Mgar thodi dair mein hi ajeeb tasweeren, rang aur khayalat  aankhon aur dimagh mein ghomne lagte hain jese koi Video Speed se chal rhi ho... Aur phr bezaari si mehsos hone lagti hai...

Mujhe maloom hai ye Nafs ka shar hai..

Magr is kaifiat ko durust krne ka koi asaan hal bta dijye..

Title: Re: Problem Occuring during Tasawur e Ism e zaat
Post by: Webmaster on May 23, 2012, 08:15:42 PM
jase tasaver ke tarika ma ha dam ker ki shro karen
or allah hu ka ziker tasaver ki skhtitam tak jare rakhen
river-insurance
river-insurance
river-insurance
river-insurance