Hazrat Sultan Bahu (r) Forum

Discussion on Books => Tasavvra-i-Asmi Allah Zat => Topic started by: Ghulam e Ali on May 30, 2012, 06:57:16 PM

Title: Tasawar Ism Allah Zaat
Post by: Ghulam e Ali on May 30, 2012, 06:57:16 PM
Main iss website key diye huwe tareeqey tasawar ism Allah zat kerta hon. Ab kuch din sey mujhe apney dil walee jaga per aisa mehsoos hota hai key jaisey kuch boojh sa hai aur baz dafa tasawar kerney sey dard bhe hota hai. Rehnumai farmain
Title: Re: Tasawar Ism Allah Zaat
Post by: Webmaster on June 04, 2012, 01:52:24 AM
kia ap tasver kare huie allah hu dil se perte han?
Title: Re: Tasawar Ism Allah Zaat
Post by: Ghulam e Ali on June 04, 2012, 04:20:11 PM
gee zuban nahin hiltee jab tasawar kerta hon tu shayed dil sey he parha jata ho ga..app kee rehnumai kee zaroorat hai
Title: Re: Tasawar Ism Allah Zaat
Post by: Webmaster on June 06, 2012, 07:09:22 PM
sirif dil se perna zarori ha
zuban se na pare or zuban se perne ki koshish na karen
Title: Re: Tasawar Ism Allah Zaat
Post by: Ghulam e Ali on June 07, 2012, 05:38:28 PM
lekin yeh boojh sa kyun mehsoos hota hai
Title: Re: Tasawar Ism Allah Zaat
Post by: Webmaster on June 08, 2012, 03:46:40 PM
its Beginning don't worry
Title: Tasawar Ism Allah Zaat
Post by: Baba_m on October 29, 2012, 08:59:11 PM
Plz ye batao k Ism e Allah Zaat ka Tasswer Ka TAriqa web pe kahan hai/ Mujhy Nahi Mil Raha, Link Share kerin. Aur Ye Kerna kese hai? aur ijaza Kahan Se mily Gi? Is Ki information Dein
Title: Re: Tasawar Ism Allah Zaat
Post by: Webmaster on October 31, 2012, 11:09:52 PM
Faqeer Noor Muhammad and Dr KB Naseem na Taswar ki  sab ko ajazat di ha koie be ker sakta ha

for How to do it and for more details visit:
http://www.hazratsultanbahu.com/urdu/book.php?b=taz
http://www.hazratsultanbahu.com/en/book.php?b=taz
river-insurance
river-insurance
river-insurance
river-insurance