Hazrat Sultan Bahu (r) Forum

Your Question with Replies and Discussion => Faqer, Faqeer, Spiritual Guider, Murshid & Hazrat Sultan Bahu (r) => Topic started by: aamirberty on September 03, 2009, 12:14:12 PM

Title: What is the first step?
Post by: aamirberty on September 03, 2009, 12:14:12 PM
Assalam Alaikum
Urdu:
Hazrat sultan bahoo sahib ki boht si kitabo may parha hai k apne andar jhanko. Is ka kya matlab hai. Kya is ka matlab yeh hai k apni ankhe band karo aur dekho?
Is tarah andhera nazr aata hai.
Ya phir is ka matlab ye hay k apni sanso per ghor karo aur apne dil ki dharkan per ghor karo? Kis tarah se jism may harkat peda hoti hai?
Ya is se murad koi soch ya fiqr hai. Kis tarah ke fiqr ko hazrat sultan bahoo sahb ne apne andar jhankne ko kha hai.
Muje kese pata chalega ki may apne andar jhank raha hoo.

Ap ka advance may shukria!
Thanks.
Title: Re: What is the first step?
Post by: Webmaster on September 03, 2009, 01:55:40 PM
ander jhanko (see in your inner self/n side)

is ka matil ha ki appni dil ma dakho is liae ka allah dil ma nazer aita ha or jab him inder dakhti ha tu andira nazer aita ha is li ka allah or badi ka dirmain nafs ha or ager nafs katal ho jai to allah inder dakhnee sa foren nazer aie ga

nafs to faqeer ki nazer hi sa katal kia jata ha

or nafs sultan sab ki katabain parni sa or os ka sath Tasavvra-i-Asmi Allah Zat( karni sa katal hota ha

dona kam karni so hota ha mager nafs katal honi ma time lagta ha salon/years ma practic karni sa

or pher andara khatim ho jata ha or allah dakhai data ha

mager murshid ka talish bi zarori ha jo is link ma die gaie traki sa mumkin ha link ya ha: http://www.hazratsultanbahu.com/forum/index.php/topic,50.0.html

webmaster
river-insurance
river-insurance
river-insurance
river-insurance